Pyar karna nahin hai aasan
yeh hai dil se dil ka ehsas,
kisi ki yaadoin ke sath
lo tum zindagi ki her saans.
tum agar bhulna bhi chaho
to bhula na sako,
uski yaddon ka saaya rahega
her pal tumare hi ,kahin aas paas.
yeh mana ki tum juda
ho gaye ho muj se door kahin,
per aaj bhi lagta hai
tumari mahak rehti hai her pal mere paas.